White Pata nahi kyu par aaj ek baat dil ko baar baar kachot rahi hai.. Ki jo insaan aaj marne par tule hain Unhone ji kar bhi tou dekha hoga Kya pata ......... Shayad unhe marna jine se aasan laga hoga Kya pata......... Sach mein woh duniya ki uljhano se dur Unhe sach mein marna aasan laga hota Kya pata......... Unhone ji kar bhi dekha hoga!! ©Rubab Razi #life_lesson 'दर्द भरी शायरी'