Har kisi ko nahin milta yahan pyar jindagi main Har kisi ko nahi milta yaar-e-deedar jindagi main.. Hum rahon main hai or raaheny hai suni Mushkilen bhot hai tanhayi main jo kar raha hun undekhi or unsuni Tumhe karna pade agr intjaar kisi ka toh karna sabr se Yahan har kisi ko nahi milta intejaar jindagi main.. Har kisi ko mahi milta yahan pyar jindagi main ©V.M.A Naseeb naseeb ki baat #pyar #naseeb #milna #nojotowritingprompt