Ai kaash kabhi yun aisaa huaa hotaa Dure zindigi me yadi mai na mai hotaa Aaj ke daur ka shaayad ainaa hotaa Rooh se meraa insaan mujse door hotaa Apno me hotaa rooh unse judaa hotaa Kaise kahdu mai tab khushnaseeb hotaa Jab meraa khudaa meraa ainaa na hotaa. ©Satyajeet Roy #Aaj ka daur aur mai