Wha insane nhi baste kamosiya basti hai jawab de jyagi tumhri mannn ki chehchat kuki kamosiya main aksar log barbad hoajya karte hai .. tanh rehna ka hunar sub main nahi hota ekle zindgi gujarana muskil nhi hota essa sochte hai wo log unka kbhi essi zindgi se pala nhi padata kuki har kisi ke mukadar main essa gehara smandar saa jakam nhi hota.. darr jate hai log aksr unn raho main ummed daga de jati hai per jinhone humien di hai takleefe iss kadar ab unke pass jane main darr lagta hai.. main khush hu mere dukh main bhi ab kuki mere iss sansar main komosiyo ka pehara hai na sunta hai humari koi na no humien kisi ko sunna padta hai..... #talk #love #breakup #story #shayari