Puri ho gyi na chutti tumhari ab chalo, laut chalo wapas wahi purani duniya mein , dekho na hass kar ab ye khali basta bhi mujhe taane mar raha hai kya hai meri sahi aukaat,ye bata raha hai lekin befijul nahin hai iski jubaan bas do din hi acchi lagti hai chutti ,tishre din se apna khud ka ghar hi lagne lagta hai shamshaan... #NojotoQuote