Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mein ek Maa hu.. meri bhi ek Maa hai.. yu hi chal

Mein ek Maa hu.. meri bhi ek Maa hai..
yu hi chal rha ye kaarwa hai..
pyar mein us rab se krti hu..
chehra apni maa ka padhti hu..
Maa mein bani ye us rab ki duao ka asar hai..
us dua k piche meri maa ki mehar hai..
mein unki parchayi hu.. 
un k piche chalna meri kismat hai..
Maa mera aaina hai..
un k jaisa dikhan us rab ki barkat hai..
wo meri jaan hai..or ek nanhi jaan meri hai.
bus fark etna ki wo meri Maa hai..
mein ek nanhi ji jaan ki.. #maa #karwa #dua #nanhijaan #aaina #chera #love ❤️🎉👑🍰❤️❤️