mummy ki god aur papa ke kandhe, na paise ki soch, na life ke funday, na kal ki chinta na future ke sapne, ab kal ki fikar aur adhure sapne, mudkar dekha to bahut dur Hain Apne, mnjilon Ko dhundhte ham Kahan kho Gaye, Na Jane kyon hum itne bade ho gaye. #Bachpan ke din