Kya wo ab bhi Yaad Aati hai? Nhi... Fark bas itna sa hai ki ab khud se bhi jhoot bolne laga Hu mai Kya unke diye jhakhm ab bhi chubhte hai? Me- unke diye jhakhmo ko roz taza rakha Humne, aakhir unka diye kuch bhi kaise jaya hone dete!! Kya wo ab bhi Yaad Aati hai