Nojoto: Largest Storytelling Platform

Insaaniyat ko jo daav pe rakh de, Cheekhe or pukar

Insaaniyat ko jo daav pe rakh de,
Cheekhe or pukare jise sukoon de jaye
Har vriksh ke fal Ek Jese ni hote
Duniya me, Har mard Ek Jese ni hote. .
Ha mana mene,
Kuch ki niyat thodi Gandi h
Ye halaat kafi sangeen h
Kuch pal ke chain ko, 
Kuch log yuhi behak jate h
Kisi ke khusiyo ko, pal bhar me kuchal jate h,
Lekin,
Ha Lekin, har jakm Payaab ni hote 
Duniya me, Har mard Ek Jese ni hote, ,
Apno ke muskaan ke liye
Mene use,
din raat apni khusiyo ko maarte dekha h, ,  
Apne nawaazish ko har mor pe shamhaal ke, 
Dusaro ki parwa krte dekha h, ,
Chahe wo pita, beta ya dost, naam tho alag alag h,
Lekin mene har roop me use rhiste nibhate dekha h. .
Kud jimmedaar hokar, 
Dusaro ka bhar uttate dekha h, ,
Khud ke sare dhuk bhul Kr, 
dusaro ke lamho me jite dekha h, , ,
Kud makhdoos hokar,
Apno ko Mehfoos rakhte Dekha h, ,
Kud ke sapno chod kr,
Dusaro ki jarurato ka khayal rakhte dekha h, ,
Itni bhag dor bhari Jindigi me bhi,
Bebaak siddat se apne pariwaar ko cahte dekha h. .
Mene use, 
Ha mene use Kud ko maar Kar,
dusaro ke liye jete dekha h
dusaro ke liye jete dekha h. . . . . HAR MARD EK JESE NAI HOTE.  . .