Nojoto: Largest Storytelling Platform

kabhi harfe adaa likha hai kabhi harfe wafa likha

kabhi harfe adaa likha hai
kabhi harfe wafa likha hai
jab jab tera zikr aya humne tujhe apna likha hai
usee na lafzon ka gayaan hai
na adab wo zok ki pehchan hai
ek hum hi pagal hai
na janey mohabbat mein kya kya likha hai

©Sayyed Sadiqa #likha hai

#together
kabhi harfe adaa likha hai
kabhi harfe wafa likha hai
jab jab tera zikr aya humne tujhe apna likha hai
usee na lafzon ka gayaan hai
na adab wo zok ki pehchan hai
ek hum hi pagal hai
na janey mohabbat mein kya kya likha hai

©Sayyed Sadiqa #likha hai

#together