Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jo gaali ko bhi tareef samjhe woh hota hai DOST J

Jo gaali ko bhi tareef samjhe
woh hota hai DOST

Jo bina gaali koi baat na samjhe
woh hota hai DOST

Jo khamoshi ko bhi padh le
woh hota hai DOST

Jo aapke liye sabse ladd le
woh hota hai DOST

Jo baar baar ladd kar gale lgaye
woh hota hai DOST

Jo aapko zindagi btakr zindagi ko lanat de
woh hota hai DOST

Jo aasu ke karan bina btaye samjh jaaye
woh hota hai DOST

Jo aapki beijjti karna apna farz samjhe
woh hota hai DOST #dost #dosti #gaali_beijjati #dil_dosti #zindagi
#nojotohindi
Jo gaali ko bhi tareef samjhe
woh hota hai DOST

Jo bina gaali koi baat na samjhe
woh hota hai DOST

Jo khamoshi ko bhi padh le
woh hota hai DOST

Jo aapke liye sabse ladd le
woh hota hai DOST

Jo baar baar ladd kar gale lgaye
woh hota hai DOST

Jo aapko zindagi btakr zindagi ko lanat de
woh hota hai DOST

Jo aasu ke karan bina btaye samjh jaaye
woh hota hai DOST

Jo aapki beijjti karna apna farz samjhe
woh hota hai DOST #dost #dosti #gaali_beijjati #dil_dosti #zindagi
#nojotohindi