Kya humra Rista itna kamjor tha,Kyaa humra rista itna kamjor tha kise tisre k ane se toot gya Kya humra rista itna kamjor tha,Jo acank se bikhar gya Palki jhapki nhi ki sara ko khatam ho gya Tujhe yaad hai na wo pal jab humre baatain khatam nhi hoti thi or sube ki chidon ki chak se pta chlta tha subhe ho gye,Humko khabar v Aur aaj dekho,Raatain caha kr v jaldi nhi katti... Ky hua yaar itna kamjor ho gye humra rista,Ab bas dur hane ka bhana dhundna pdta hai... Ky humra rista itna kamjor tha.... Palki jhapki nhi sab badal gya!!!