Nojoto: Largest Storytelling Platform

Vo bairakpur chhavni ki pehli goli swantrata ka sa

Vo bairakpur chhavni ki pehli goli swantrata ka sankhnad
Vo charkha nhi chala tha Mangal pandey naam veer ka gulami nahi saha tha
Veer jhansi ki thi rani kuchh yaad use bhi to kar lo
Ab aage badho zara tum
Mil lo azadi k parwano se bhagat singh, sukhdev, rajguru, nam to sune hi honge..
Batukeshwar k charche pure itihas se chhipe honge...anginat rakhiya bina kalayi rahi
Lakhon mang ka sindoor ujad k kesariya rang saja tha.. 
Godse tha deshdrohi ya deshbhakt sawal bana hai
Ki bhagat singh ko deshdrohi hmne kehte suna h... 
Azaadi ki kimat samjho ise na jane dena ab gairon k haathon me tum mulk na jane dena... 
Kashmir hmara hua aaj h milke jashn mana lo..
Magar kan tum khule hi rakhna dushman bhi azaad..
Ye charkhe se nhi mili khoon k ispe nishan hai..
azadi k deewano ki tum laaj bachaye rakhna gaddaron k hatho ab desh na bikne dena... 
Azad the azad hai azad hi marenge...
Bharat mata ki jai🇮🇳
Vande mataram....🇮🇳 Charkhe se mili azadi kuchh log yaha kehte hai.. 
Khush rehna desh k pyaron ab hm to safar krte hai..
Vo inklab ka nara sardar vo bas 23 ka tha
Azad mara vo shekhar bismil ki misal suno tum
Neta ji bose fir kya the jb charkhe se mili azaadi
Aj azadi k rang diwas par
Tum yaad unhe bhi kar lo jinki dulhan thi azaadi