Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh do kash cigarrate ke nhi, yeh do kash zindagi

Yeh do kash cigarrate ke nhi,
yeh do kash zindagi ke hai janab,
Is pal meri rehnumai woh karta hai jiske liye aap diye jalate ho.Yeh alag baat hai ki dhue dhue main zaamana fark karta hai.Maine to maut ko chun liya hai, par mera rab nhi manta, woh shayad darta hai.Abhi jaan baki hai to kaam baki hai,ek din to mulakat khas hi hogi.Uske deedar-e-jaana ko kaun nhi tarasta hai! Disclaimer : smoking is injurious to health!

krishannegi4198

Krishan Negi

New Creator

Disclaimer : smoking is injurious to health!