Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main kabhi sochti main kaun hoon; itni bechain si

Main
kabhi sochti main kaun hoon;
itni bechain si main kaun hoon,
thoda sa kisi ko daat dena.
toh kabhi khud thodi si baat pe naraz hona.
kabhi kisi ko pit dena,
toh kabhi kisi ke pit dene par khud roo padna,
kabhi dushron ko bachcho ki tarah manana ,
toh kabhi khid bachchi bann jana.
kabhi dushron ko khub hasana toh kabhi dushron ki baton se hansh padna 
yeh kaun thi 
na jaane aaj thi yaa kal thi.
kabhi kisi se gussa ho jaati .
toh kabhi kisi ko gussa dilati.
gaati aise ki log jhum uthe,
aur nachati aise ki log thirak uthe.
kabhi jo bachpan mein kardhani ki 
aawaz sunn khush hoti thi ..
par aaj vo kahin dur baj rhe dhol aur nagade ki aawaz se.
kal tak jise bolna nhi aata tha.
aaj vo itna bolti ki log tang rahte..
kabhi ghunghruon ki taal pe 
toh kabhi payalon ki chhankar se..
kabhi ushe sirials achche lagte 
toh kabhi film se ji bhar leti.
har kisi ko gyan deti ki
andhvishwash mein mat padna.
par kabhi khud andhvishwashi ho jaati..
kabhi vo logon ki baaton se roti ..
toh kabhi film ke emotional scene se..
kabhi vo hindi bolti toh kabhi kuch aur bolti
itni batuni par dil ki achchi .
sundar nhi par mann ki sachchi
gori nhi par sawli achchi man se nhi par akal se kachchi..
jhuth kabhi toh kabhi karti batein pakki ..
yahi toh hai kahani meri..
jo khush kar dega mann ko teri..
jara soch kar batana ..
maza aaya yeh afshan 
yaa ho gye fashana...

©Riya Lakra poem main...

#Smile
Main
kabhi sochti main kaun hoon;
itni bechain si main kaun hoon,
thoda sa kisi ko daat dena.
toh kabhi khud thodi si baat pe naraz hona.
kabhi kisi ko pit dena,
toh kabhi kisi ke pit dene par khud roo padna,
kabhi dushron ko bachcho ki tarah manana ,
toh kabhi khid bachchi bann jana.
kabhi dushron ko khub hasana toh kabhi dushron ki baton se hansh padna 
yeh kaun thi 
na jaane aaj thi yaa kal thi.
kabhi kisi se gussa ho jaati .
toh kabhi kisi ko gussa dilati.
gaati aise ki log jhum uthe,
aur nachati aise ki log thirak uthe.
kabhi jo bachpan mein kardhani ki 
aawaz sunn khush hoti thi ..
par aaj vo kahin dur baj rhe dhol aur nagade ki aawaz se.
kal tak jise bolna nhi aata tha.
aaj vo itna bolti ki log tang rahte..
kabhi ghunghruon ki taal pe 
toh kabhi payalon ki chhankar se..
kabhi ushe sirials achche lagte 
toh kabhi film se ji bhar leti.
har kisi ko gyan deti ki
andhvishwash mein mat padna.
par kabhi khud andhvishwashi ho jaati..
kabhi vo logon ki baaton se roti ..
toh kabhi film ke emotional scene se..
kabhi vo hindi bolti toh kabhi kuch aur bolti
itni batuni par dil ki achchi .
sundar nhi par mann ki sachchi
gori nhi par sawli achchi man se nhi par akal se kachchi..
jhuth kabhi toh kabhi karti batein pakki ..
yahi toh hai kahani meri..
jo khush kar dega mann ko teri..
jara soch kar batana ..
maza aaya yeh afshan 
yaa ho gye fashana...

©Riya Lakra poem main...

#Smile
riyalakra9473

Riya Lakra

New Creator