asifa
Uski aakhon mai bachpana
Man mai maasomiyat thi
Magr kon jaane un darindo ki iss pari pe niyat thi
Rab ki pta ni kesi yeh razah h
Galti unn darindo ki aur mili kise sazah h
Uss pari k ma baap usse apne sapne thea sajaaye
Ab unhe iss haqeqat ka vishwaas kon dilaaye #RDV18