Asmaan ko chooney ka mat socho Ek din gir jaoge to kya hoga zara ye socho Gir kar uthna achi baat hai lkin uth kar girne ko tum kya kahogay zara ye socho Dil mai armaan hai to paana achi baat hai lekin har armaan pooray krna zaruri h kya zara ye sochoo paisa kamana achi baat hai lekin sirf paisa hi sab kuch hai kya zara ye socho kuch krna chahte ho to kro bht achi baat hai lkin kisi ko hurt krna zaruri hai kya zara ye socho soch hi sab kuch h maine ye kyu likha h zara ye socho........ Bus Zara si soch #poem