Expression Depression Itihaas aaj fir se dohraya hai, Jis waqt ko mein bulane mein ek arasha laga diya tha vo waqt aaj fir mere samne khada hai. Na tab Kuchh Kaha na aaj kuchh kahungi, mene tab bhi muskura kar jaane diya Main Aaj fir khud ko sambhal na sikha dungi. -@geetanjali depression.. #expression