Nojoto: Largest Storytelling Platform

Muskan Woh aakhon ke aashun, aashun nahi hote ha

Muskan 

Woh aakhon ke aashun,
aashun nahi hote hai.
Jab tak hume usme,
heerein deekhai na de!

woh sagar ka pani, 
pani nahi hota hai.
jab tak hume usme,
namak ki kami mehsoos hoti hai!

woh pyar ke muskan,
muskan nahi hoti hai.
jab tak pyar ko
samjhota mana jata hai!

hum aapko aage bhi chahenge,
aur aaj bhi chahte hai.
par aap na hume kal chahte the,,
na aaj chahenge!

Mai sochti thi ki hum,
moti se mahal piroyenge.
par aapne toh,
humare mahal ko ith ki kothi bhi na samjhi!

humari muskan na kal hati thi,
na aaj hategi.
kyunki hum aapko kal bhi sochte the,
aur aaj bhi sochege!
Muskan 

Woh aakhon ke aashun,
aashun nahi hote hai.
Jab tak hume usme,
heerein deekhai na de!

woh sagar ka pani, 
pani nahi hota hai.
jab tak hume usme,
namak ki kami mehsoos hoti hai!

woh pyar ke muskan,
muskan nahi hoti hai.
jab tak pyar ko
samjhota mana jata hai!

hum aapko aage bhi chahenge,
aur aaj bhi chahte hai.
par aap na hume kal chahte the,,
na aaj chahenge!

Mai sochti thi ki hum,
moti se mahal piroyenge.
par aapne toh,
humare mahal ko ith ki kothi bhi na samjhi!

humari muskan na kal hati thi,
na aaj hategi.
kyunki hum aapko kal bhi sochte the,
aur aaj bhi sochege!
susanboro8786

Susan Boro

New Creator