#Aaj_ka_haal... .. khi pe hai malaal aur...khi pe hadtaal... hum sang jee rhe hai par hai beech me diwaar... desh ek hai, par ekta nhi hai.. ek dusre ke virodh me uthte hamesha sawal.. kaisa ho gya hai din ye.. kya hua ye hal.. insaan sab hai yha pe par insaaniyat samaapt... 😶😶😶 #MyVoice #Aaj_ka_hal #Strikes #Protests Sonika shaw