Ek shaksh ne dua diya ..... Tumhara maan chaha shaksh tumhara shohar( husband ) bane maine sunte hi muskura h fauran kaha AAMEEN 🤲💫✨ phir soche k... koi shaksh yahi dua mere Qurtulaein 🌼 ko de our wo bhi kahe AAMEEN 🤲💫✨ Jab wo AAMEEN 🤲💫✨ kahe unke maan me mai ❤️raho 🌼✨ ©sk sadi Qurtulaein (ankho ki thandak) #ishq #withyou