raat kaali hoti nahi banai jaati h. betiyon ke daman par aanch hoti nahi lagai jaati h. har beti ko jine ka adhikaar hota h ladko ki tarah kuch banne ka adhikaar hota h. aakhir kiyo betiyon ko chup karaya jata h . jabki apraadh to apraadh hota h. beti ke dard ko to maa ke siva koi or samajh nahi sakta . beti chup hoti nahi beti ko dhamka kar chup karaya jata h. beti ka daman paak hota h use naapaak banaya jata h. #justicformanisha #insaafkiladai #Stoprape