Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tera intazaar karunga main, Suraj ki pahli kiran

Tera intazaar karunga main, 
Suraj ki pahli kiran se lekar, chaand ki laalima tak ,
Tera intazaar karunga main....
saawan ki pahli fuhaar se lekar,Patjhad k Baad phoolo ki bahar tak,
Tera intazaar karunga main....
teri sonch bhi sonch na sake,us pal tak intazaar karunga main....
Teri had k antim charan tak,
tera intazaar karunga main 
Kudrat bhi mere tap se Apna fainsla na badal le us pal tak, Tera intazaar karunga main.... 
umra ki sima ka Bandhan bhale hi khatam Ho jaaye, 
par ruh ki maujudgi tak,
Tera intazaar karunga main 
Teri had kabhi meri had ki hado ko aank na sake,
 us had tak tera intazaar karunga main....
har pal har ghadi har lamha har din,
 har saanse har dhadak k saath tak,
 Tera intazaar karunga main.....
bas sirf or sirf Tera intazaar karunga main 
Tera intazaar karunga main..... #Tera intazaar karunga main with #Soumya Jain

#Tera intazaar karunga main with #soumya Jain