Tu jaisi bhi hai ek insaan hai, Tu khud me hi khudki ek pehchaan hai, Na zarurat khudko saabit karne ki tujhe,Na tujhpe kisi ka ehsaan hai, Maana har kisi ko ek sa nahi banaya usne. Par sabko banane waale ka ek hi naam hai. Tu jaisi bhi hai ek insaan hai. Mai jaisi bhi hun ek inshan hun