Hum kisiko bhool nahi sakte, Magar buri yaadon ko yaad karke kya faida? Hum waqt ko wapas laa nahi sakte, Magar roo roo kar waqt zaaya karne ka kya faida? Iss dil ko azaadi do Use ek hi shaks ke liye qaid karke kya faida? ©Farhin Tabassum Kya faida ? #farhinquotes #coldmornings