Nojoto: Largest Storytelling Platform

Gair Majhab mai jab karli mohabat Gair majhab mai

Gair majhab mai kya karli mohabat mere apno ne kaha tu kaum par daag hai

Najane kitni  kahaniya jal kar raakh hui  isme kitni bereham yeh dharam ki aag hai

Jab ho rha tha ishaq kisi ne byaan nhi kiya ki kaisa manzar is mohbt ke baad hai 

Azaan karti ho ya pujati ho rab ko na aise swalaat huye na mujhe kuch aisa kuch yaad h

Gair majhab mai kya karli mohabat mere apno ne kaha tu kaum par daag hai Najane kitni kahaniya jal kar raakh hui isme kitni bereham yeh dharam ki aag hai Jab ho rha tha ishaq kisi ne byaan nhi kiya ki kaisa manzar is mohbt ke baad hai Azaan karti ho ya pujati ho rab ko na aise swalaat huye na mujhe kuch aisa kuch yaad h #कविता

65 Views