Badi muddad ke baad kisi par dil aaya hain.. Na dekha na use jana phir bhi uska khumar mere sar par chaaya hain.. ab bas izhaar karna baki hain meri chahat ka Par koi zariya ab tak nazar nhi aaya hain.. Jab isko padhe to samajh jana