Har shaqs, ki kahani hai yahan.... Na jane kyun har shaqs adhura sa hai.... Har dil, koi nazm keh jata hai yahan..... Na jane kyun koi sunne wala nahi hai.... Har rooh, kuch dabi hui si hai yahan... Na jane kitne gam bass sahe jaa raha hai.... Baithke kabhi fursat me Kuch baatein bhi kar liya karo Kuch waqt apno ke naam bhi kiya karo Aur Kuuch pal khudke liye bhi nikala karo Yeh zindgi hai Jannab.... Shayad bhawishya me hum rahe Ya na rahe Shayad Woh shaqs jo Apna tha woh saath ho na ho