Nojoto: Largest Storytelling Platform

Hamesa hi nhi hota. Ye mushkurana gumo ko chipana

Hamesa hi nhi hota.
Ye mushkurana gumo ko chipana
Harkisi ko gale lagana roothna manana
Bewafa se wafa ki kya ummid.
Bewafayi hi kaafi hai dhoke ki rajaayi hi kaafi hai.

Kabhi kabhi lagta hai haar gaya hu mai.
Phir Kabhi lagta hai abhi mujhmai aag baki hai bhot kuch karna abhi baaki hai.
Meri jindagi koi juwa ki baazi nhi jo itni jaldi haar jaun.
Mai too wo aulaad hu jo akhri saans tak hasta jaun rukawato ko gale lagoon unko bhi apna banaao.
Dhire dhire hi sahi apni manjil ke aur badhta chala jaun.
Har baar nhi hota 
Kabhi kabhi dil hai rota ki kya tha mai
Kya hogya hu.
Pata nhi kya kya likh keh raha hu.
Hamesa nhi hota.
Ye jindagi mai kuch bhi 
hamesa nhi hota. #nojotohindi #kavishala #nojoto 
#RDV19