Mujhe yaad rahta hai , wo tera phone par lage rahana wo raatbhar jage rahna , wo tera lait ho jana wo tera college na jana , wo tera short attandance letter ka tere ghar jana wo tera ghar par daat khana , aasu tapka kar fir bhi na samajh pana mujhe yaad rahta hai wo tera yaaro sang mahfil main baithna , wo tera besbri se uska intizar karna wo tera hmari baaton par dhyaan na dena , or uska call aane par uth kar chale Jana, or fir hmari mahfil kharaab hona fir bhi hamara tujhse kuchh na kahna yaad rahta h wo tera hamari mahfil kharab karna , wo tera tanha baithe rahna kisi se kuchh mat kahna bss rote rahna mujhe yaad rahta h . ......................wirrten by My some kamine dost for me 😅😅😆 #NojotoQuote Friendship is permanent