Nojoto: Largest Storytelling Platform

sabka safar apna apna hai apne safar mai imtihan

sabka safar apna apna hai 

apne safar mai imtihan kuch ese hai 
jo dil se baya na kr skte hai 

safar se ek shor thum gya hai 
par abhi bhi Gehraaiyaa dil ko talashti hai 

imtihaan hokar bhi kyu kuch baatein rah jaati hai 
yu andar hi pal rhe yaadon ka ab koi vasta nhi hai 

yu jhukti hai saase bhi or nigahe bhi 
phir bhi kuch baatein ab rhne hi do 

kuch batoon ke silsile mai 
ab bhi bethi hai bekaboo 

yu chalti hai mehekti si phuchi kiisi raah par 
yu khushnaseeb hai dil se byaan na kar sake 

yu baaton ka shor bhut jyada hai 
bas nigaho mai imarte hai vo deh jaati hai

©Ajita Bansal sabka safar apna apna hai

#walkingalone

ajitabansal0667

Ajita Bansal

Bronze Star
New Creator

sabka safar apna apna hai #walkingalone #Poetry