Nojoto: Largest Storytelling Platform

main aagaz hoon tum mera anjaam ho meri zindagi h

main aagaz hoon tum mera anjaam ho 
meri zindagi har subah tum aur shaam ho
do dil ko jode woh tum aisa dhaga ho 
janmo janmo se juda apna naata ho 
tujh bin na ek pil mere dil ko bhata h
baatein kuch bhi karoon par zikr tumhara hojata h  
kashti tum samandar ki ya tum koi aag ka dariya ho
khuda kasam jab dekha tha tujhko tab se hi tum mere jeene ka zariya ho 
mere dil ko cheerti hui tum koi sariya ho beshak tum insan ho par pariyon se badhiya ho Mera aagaz tum aur main aagaz Hoon❤️❤️