Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry tujhe likhu itni kha mai khud bach pa

#OpenPoetry tujhe likhu itni kha mai  khud bach payi 
tere liye shabd dhundhate dhundhate maine
apni vo parchaai payi jo kabhi tere  sath 
befikri se chala karti thi 
aur tujhe khone ke dar se tera hath jor se pkd 
liya krti thi 
mai aajtak nahi samjh payi ki tujhe kaise likhu 
jab jab tere liye shabd dhundhu 
tera hi khyaal aata hai 
aankho ke samne aashuon ke karan dhundhiyaara sa chha jata hai 
phir mujhe kuch bhi samjh  nahi aata hai 
tujhe likhne ki nayi trkeeb dhundh rahi hu 
tujhe agar pta ho to btana mujhe jarur ki bina 
aasuon ke kaise tujhe yaad kru 
tere  bhule vaado ki kaisi fariyaad kru 
jabki mujhe pta hai mujhe rona hai  
par phir bhi mujhe isi dard  ko jeena hai 
aur tujhe apni  diary ke har panne par 
hotho me muskurahat ke sath pirona hai 
mujhe teri yaado ke sahare hi aakhiri nind lena hai 
mujhe tujhe  likhne ka hunar hi jeena hai #OpenPoetry 😇