Kya kasoor tha libaaz ka Jab burkhe me wo Bach na payi Kya kasoor tha waqt ka Jab din me wo hawas ka shikar hui Kya kasoor tha akele nikalne ka Jab bhari bus me uski rooh ko ronndh diya Kya kasoor tha libaaz ka ©Shallu Kashyap Kasoor ladki ka nahi gandi nazro ka hota hai #stop_rape #juststop #Stoprape