Agar sath dena hi nahi tha to pass aaye hi kyu Jab dil mai koi aur tha to mere dil mai pyar jagaya hi kyu Jab kuch sach tha nahi to apni baato m uljhaya hi kyu Tumhe pata hai nhi rah sakti ab tumhare bina to itna jhuta dikhawa kiya hi kyu Iss kyu ka jawab dhundte dhundte thak gayi hu mai ab to bta do Jab kuch tha hi nahi to mai se hum bnaya hi kyu.. Log pass hi kyu aate hai jb dur jaana hota hai...