kbhi kbhi paristhiti aise ho jaati h... ki aapko samjha m nhi aata... khush hona h... ya rona h... kise se kuch keha bhi nhi jaata... to dusri taraf saha bhi to nhi jata... na ro sakte h...na hass sakte h... saali apni kismat hi aise h.... ki jb aap khush ho to vo bhi jealous ho hi jaati h... paristhiti.... #merekhyaal