Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh zulm mujh se nahin ho saka, nahin kiya hai, Kh

Yeh zulm mujh se nahin ho saka, nahin kiya hai,
Khayal main bhi use be-ridaa nahin kiya hai,

Main aik shakhs ko imaan janta hoon to kya,
Khuda ke naam pe logon ne kya nahin kiya hai,

Isi liye to main roya nahin bichaRrte samay,
Tujhe rawana kiya hai juda nahin kiya hai,

Yeh badtameez agar tujh se Ddar rahe hain to phir,
Tujhe bigaRr kar maine bura nahin kiya hai..
          
                              ehle_arsh #ehle_arsh #shairi

ehlearsh5399

ehle_arsh

New Creator