Nojoto: Largest Storytelling Platform

hmara dekhne ka nazariya yu badlta hai har jgh se

hmara dekhne ka nazariya

yu badlta hai har jgh se
jha jee rhe hai kuch pal is tarah 

hum jo jeete hai kisi or ke liye
khud ke jile ek pal jara

yu to khne vale bhi apne rang badlte hai
to nazariya bhi es kadar badlta hai

samay ka pahiyaa ghumtaa hai 
tou raja bhi raank ban jata hai

us kadar tum ho khud ki talash me. 
par hum hai hmari talash mai

kuch is trh ankho ki nasihaat hume mil naa payi
par baager khud ke samaj na ai

nazariya meri trh se dekho ya tumhari trh se
badlne ke liye ek pal hi kafi hai

kyu chingaari sikud rhe ho 
vo nayi baate bhut niraali hai

©Ajita Bansal hmare dekhne ka nazariya

#SAD
hmara dekhne ka nazariya

yu badlta hai har jgh se
jha jee rhe hai kuch pal is tarah 

hum jo jeete hai kisi or ke liye
khud ke jile ek pal jara

yu to khne vale bhi apne rang badlte hai
to nazariya bhi es kadar badlta hai

samay ka pahiyaa ghumtaa hai 
tou raja bhi raank ban jata hai

us kadar tum ho khud ki talash me. 
par hum hai hmari talash mai

kuch is trh ankho ki nasihaat hume mil naa payi
par baager khud ke samaj na ai

nazariya meri trh se dekho ya tumhari trh se
badlne ke liye ek pal hi kafi hai

kyu chingaari sikud rhe ho 
vo nayi baate bhut niraali hai

©Ajita Bansal hmare dekhne ka nazariya

#SAD
ajitabansal0667

Ajita Bansal

Bronze Star
New Creator
streak icon1