aaj sunane mein aaya hai, jinse Ham behad Pyar karte h, voh hamen characterless samajhte Hain, mere Bhai Meri baat dhyan se sun han main manati hun ki ab Ham sath nahin, han ab hamare raste bhi alag alag hai, par yakeen aaj bhi utna h jitna pahle tha, mujhse uski buraiyan karke use mere samne bura na bana, Sach kya hai aur kya nahin yah tu mujhe na Bata.. for all the haters