Nojoto: Largest Storytelling Platform

bada dushwaar hota hai. zara sa faisla krna. k jee

bada dushwaar hota hai.
zara sa faisla krna.
k jeewan ki kahani ko beyaan-ae- bezubani ko.
kaha se yaad krna hai.
kaha se bhul jana hai.
kise kitna batana hai.
kitna chupana hai.
kaha ro ro k hasna hai.
kaha hass hass k rona hai.
kaha awaaz deni hai.
kaha khamosh rehna hai.
kaha rasta badalna hai.
kaha se laut aana hai.
bada dushwaar hota hai. 
zara sa faisla krna. bada dushwaar hota hai zara sa faisla krna
bada dushwaar hota hai.
zara sa faisla krna.
k jeewan ki kahani ko beyaan-ae- bezubani ko.
kaha se yaad krna hai.
kaha se bhul jana hai.
kise kitna batana hai.
kitna chupana hai.
kaha ro ro k hasna hai.
kaha hass hass k rona hai.
kaha awaaz deni hai.
kaha khamosh rehna hai.
kaha rasta badalna hai.
kaha se laut aana hai.
bada dushwaar hota hai. 
zara sa faisla krna. bada dushwaar hota hai zara sa faisla krna
khushisingh5338

khushi singh

New Creator