kaisa macha bawal he jaat paat ki bediyo me jhakda kyo insaan he insan,insan ka hi kyo dushman bana ja raha he na to bhrashtachar se khatra he na to atyachar se khatra he unch nich jativad aur bhedbhav hi manvata ke par katara ra ha he! na to kisi hindu se khatra he na to kisi musalmanse khatra he 75 saal ho gaye hume aazad hokar samaj me aaj bhi jaat paat ka kachara he! kash na koi dharm hota yaha sirf manavta ko samajata na yaha hota prabhu jaat pat ka kabhi na ho unch nich ka bhedbhav! todo jata paat ka zala fodo chhuachhut ka chhala tumko naya samaj banana he tumhe desh me jivan lana he jaat paat ki bediyo ko tod do insaan ko insaaniyat se hi jod do!! ©Mayank Macs #aakhirkabtak