Nojoto: Largest Storytelling Platform

White maa tum kitni pyari ho, sab ki baat sun kar

White maa tum kitni pyari ho,
sab ki baat sun kar bhi, shant samandar si sab ke chehre me khoshiyon ki lahre bikherti ho, maa tum kitni pyari ho.

teri bahon me har dard halka sa lagta hai, tere anchal me sukun sa milka hai, teri god mera gam har leti hai, teri hathon ki thapki mujhe sukun se sulati hai,

itni nind to mujhe kabhi nahi aati , jab aati hun tere pas, ya tu aa jati hai mere pas, vo sakun ki nind har raat ko aati hai, jaise koi chinta nahi sar me vo bhari pan kaha kho jata hai, aaj tak ye samjh nahi aata hai ,
maa tera aanchal mujhe bahut bhata hai.

mai maa hun teri
maa banane ka saubhagya diya hai tun
is jag me mera yugdan ko sarthak kiya hai tune
mujhe sarthk banya hai
sansar ka sirina karne ka bhar maine tujhi ke aane se to psya hai.

©Rashi #mothers_day 
#rashi

rashmigupta4123

Rashi

Bronze Star
New Creator