Ae dost tera wada tha tu laut aayega Tune sach kaha tha tu aaya to sahi Par bejaan aaya!! Socha tha tu aakar adhura pyaar lautayega Jo ruk gaya tha kahi fir se use banayega Zahan mera mere bas mein na raha jab tera payaam aaya Kambakht tujhe ek baar bhi mera khayal na aaya!! Mana desh tere liye sabkuch tha Par mere liye bhi to tu kuch tha Chala gaya tu bina kisi ko kuch bataye Tune sach kaha tha tu aaya to sahi par ek yaad bankar aaya!!🥺🥺 #Lalitkashyap-Stone Eye # Indian Soldier