Nojoto: Largest Storytelling Platform

un dosto ki dosti Mubarak ho unki har seekh Mubara

un dosto ki dosti Mubarak ho
unki har seekh Mubarak ho

har pal ko jeena sikhaya
baat baat par khushi dudna sikhaya
manane walo ne ruthana sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho

kabhi es baat mai to kabhi us mulakat mai
rote huye bhi hasana sikhaya
kabhi ye jhagda to kabhi wo ragda
par har waqt sath rahana sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho

yu to ham bahut bade nahi
par badi badi baate karana sikhaya
rote huye ko hasana sikhaya
or har kaam ka sahur sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho

sikhane ko to duniya bahut sikhati hai
par apno se badkar apna hona sikhaya
alag hokar bhi ek sath hona sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho
         

                      by #apni muskurahat #ilovemyfriends
un dosto ki dosti Mubarak ho
unki har seekh Mubarak ho

har pal ko jeena sikhaya
baat baat par khushi dudna sikhaya
manane walo ne ruthana sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho

kabhi es baat mai to kabhi us mulakat mai
rote huye bhi hasana sikhaya
kabhi ye jhagda to kabhi wo ragda
par har waqt sath rahana sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho

yu to ham bahut bade nahi
par badi badi baate karana sikhaya
rote huye ko hasana sikhaya
or har kaam ka sahur sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho

sikhane ko to duniya bahut sikhati hai
par apno se badkar apna hona sikhaya
alag hokar bhi ek sath hona sikhaya
un dosto ki dosti Mubarak ho
         

                      by #apni muskurahat #ilovemyfriends