Nojoto: Largest Storytelling Platform

Saheed Singh Ji zindabaad -: Vo Maa ki bhi Kya kis

Saheed Singh Ji zindabaad -:
Vo Maa ki bhi Kya kismat hogi jiski kokh mai saheed aaya tha Ji Han Vidya vati ke laal ne hi angrejo se Bharat Azaad  Karaya tha...
Umar hogi gyaaraa baaraa Saal jab pheli Baar desh ke liye kuch Karne Ka junoon Aaya tha Vo Bhag hatyakand ne hi toh khoon Mai Angara uthaya tha...
Phle phle toh Singh ne bhi Gandhi path Aapnaya tha par jaldi hi aa gaya samajh ki aase toh Azadi Ka supna supna hi  reh Jaye gya isi leye toh Azad ke sath mil Kar sampuran Azadi ke khwab sajaya tha tabhi toh inn nojawano ne aapna rasta khud banaya tha...
lathi charge Mai hue kurbaan ke jimmedaro ko Inn shero ne goliyon se udaya tha  angreji hukumat Mai  bhi aapna khof banaya tha aur Aaj log kehte hain sirf charkhe ne bharat Azaad Karaya tha...
Mana ke ahinsa ne bhi Pura jor lagaya tha per Jo veer latke suli par unki saheedi ne hi desh Mai bhuchal laya tha Aur Saulah Saal ke bhitar bhitar Doo saw Saal ki hukumat ko Bharat se maar bhagaya tha...
"Garv se kehta hun ahinsa se Nahi hinsa se humne 
swatantra desh paya tha"

shantgupta7804

Shant Gupta

New Creator