Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sawaan hai aaya. Apne sang pavitrata laya. Ye pawa

Sawaan hai aaya.
Apne sang pavitrata laya.
Ye pawan mahina.
Jaise ek nagina.
Ye mahina ek tyohar.
Mujhe mahadev se pyaar.
Failaye khoosiya poore sansaar.
Shiv mandir mai mela.
Koi nhi akela
Bholenath hai sabke sath.
Somwar ka mahatw.
Bhakt rakhte issdin wrat.
Iss din ka alag mahatw
Sawan ki mahima hai nyaari.
Jai jai bholebhandari.
Sawan mai cham cham baarish.
Bhakt ki shakti.
Mahadev ki bhakti. #nojotohindi #nojotoenglish #bhakti #RDV19
Sawaan hai aaya.
Apne sang pavitrata laya.
Ye pawan mahina.
Jaise ek nagina.
Ye mahina ek tyohar.
Mujhe mahadev se pyaar.
Failaye khoosiya poore sansaar.
Shiv mandir mai mela.
Koi nhi akela
Bholenath hai sabke sath.
Somwar ka mahatw.
Bhakt rakhte issdin wrat.
Iss din ka alag mahatw
Sawan ki mahima hai nyaari.
Jai jai bholebhandari.
Sawan mai cham cham baarish.
Bhakt ki shakti.
Mahadev ki bhakti. #nojotohindi #nojotoenglish #bhakti #RDV19