desh ka maan hai Tiranga desh ki shaan hai Tiranga Naman kare har pal jo isko is desh ka Abhimaan hai Tiranga desh ki Sewa me Tatpar har wo sainik ki jaan hai Tiranga abhimaan hai tiranga hum Sabka Samman hai Tiranga Sarhad par jo Nyochawar hote hain jawaan unke kafan ko deta hai Samman ye Tiranga Nau jawaano ke Rago me daurte khoon ki ye pehchan hai Tiranga . har dil ka armaan hai ye Lehraata rahe shaan se hamara ye Tiranga is desh ki puri duniya me banata rahe nayi pehchan ye Tiranga is desh ki shaan hai Tiranga hamare dil ka armaan hai Tiranga jai hind #Kalakaksh#prateek #Nojoto #Tiranga