mujhe ek baat bataiye ???? jab dur jaana hi hai tho pass kyu aate ho jab rulana hi hai muskurane ko kyu kehte ho main tanha hi achi thi main hun aapke saat keh kar fir tanha kyu karte ho main aapka humdard hun karke dard kyu dete hai kya kahu