Mana nahi hai lakeero mein hmari sath sada ka toh kya pyar karna chor de haan jana hai abbu ammi ko bhi door ek din toh kya unhe aaj hi chor de Suna hai duniya khatam hogi ek din toh kya apna makaan aaj hi tod de Maut toh ek din hmari nishchit hi hai toh kya aaj se hi jeena chor de -SB #Wish #love #shayari #liveintoday #SB