Jin logo ke liye Dil mai jagah bn jaati h naaa kambakt unse naraaz bhi to Nahi rah pate h hum chahe kitna bhi naraaz hone ki koshish kr le Nahi ho pate h chahe Ise pyaar kahlo ya Mjboori 🙄